True Story Qeemti Heera
Sultan Mahmud gajnavi ka ek khadim tha jiska naam ayaz tha sultan Hussain bahut Aziz rakhta tha uske Dil mein ayaz ki Kadar apne sahab amiron hun waziron se jyada tha sultan amir wazir aur dusre darbari is baat se bohat jalte the ky sultan inke muqabla mein ek mamuli khadim ki jyada Azat karta hai magar sultan ko Jara kuchh nahin kah sakte the han is baat ka mauka jarur dhundhte rahte the ke kis tarah ayaz ko sultan ki nazron se gira Dy magar jaise jaise amiron waziron ka Asad badhta ja aata tha vaise vaise sultan ke Dil mein ayaz ki Kadar badhta jata yha.
ek roj sultan Mahmud gajnavi darbar mein baitha tha aur uske takht ke piche uska khadem Ayaz khara tharbar mein sab amir apne apne martba aur ahad ke lahaz apni apni kursiyon per baithe the use waqt sultan Mahmud gajnavi ki hatheli per ek Hira rakha hua tha aur vah use gaur se dekh raha tha yah sultan ke khajane ka sabse kimati Hira tha aur iski kimat Kai lakh rupaye thi sultan kuch der tak Hira dekhta Raha FIR apne pass baithe hue wazir ki taraf badha Diya wazir ne adab se Hira lekar asy dekha.
aur FIR uski tarif karte hue kahane laga yah sab hajur ke Iqbal ki barkat haike shahi khazane mein ek aisa kimati Hira maujud hai mujhe yakin hai ki aisa Hira aur kisi badshah ke khajane mein Na hoga sultan ne wazir ki tarif sunkar kaha is hira ko tod dalo wazir kanoon ko hath lagate hue kahane laga tauba tauba hzoaur main aisi kimati hire ko todne ki gusakhi nahin kar sakta sultan ne hire ko wazir ke hath se lekar ek aur wazir ko Diya usne bhi hire ki tarif ki sultan ne ise bhi Hira todne ka hukum Diya aur usne bhi jawab diya jo pahle wazir ne diya salt an ne as tara wo Hira apny tamam darbario min ghomaia sab amiron waziron ny as kie tarif kie aur asy torny sy ankar kar dia.
Taman darbariun ma gmna k bd sultan na Hira ayaz ko dia us na b Hira ki tarif ki Us k bd us ko b voi hukm dia Ayaz is ko Tor 2 Ayaz na usi wqt hira farsh pa rakha or pathar us pa da mara hira tukra tukra ho gya or us k tukra farsh pa bikhr ga
Sara darbar ma sanata Cha gya Ameer vazer harani r gusa sa ayaz ko dakhna Laga akhir ik vazer na kaha Ya tm na k kiya itna kimti Hira zaya kr dia k6 to khyal kia hota???
Ayaz na itminan sa jvb dia Mara aka ka hukm is Hira sa ziada qimti h , sultan ka hukhm sa Dunia bhar k hirun ki qimat ziada ni hai Ya sun k sultan Boht Khush hua Phr us na apna darbariun sa kaha Kya isi Liya tm ayaz sa hasad karta ho? Tm na Hira ki qimat ka to khyal kia magar Mera hukm ka koi khyal ni Kiya Ayaz na Hira zaroor tora ha lakin Mera hukm ni Is ki yehi khubi h jis ki vaja sa ma isa Aziz rakhta hun